Mem. Main 10th karne ke baad mechanical engg.(prod.) Diploma polytechnic college se kar RHA hun main math me bahut kamjor hun mujhe math nhi aata hai main 3 saal ka diploma Marne ke baad kis chetra me jobs paa sakta hun. main railway me computer opreter banna chahata hun iske liye mujhe kya karna chahiye.